Jangh harne wale qoom jhulam nahi qadi banjati hay ,qadi kay lia azadi hone ka moqa hamesha hota hay. Lakin jo qoom dushman ke nazarye ko qabool karle usee kabhi azadi ka moqa nahi milta Wo or uss ki naslayn hamesha hamesha kelia ghulaam ban jati hay. جنگ ہارنے والی…
Mayn ne 70 mulkoon ka safar karke ye nateja nikala ke izaaz usee insaan ke pass hote hay jiss ke kadam apne sarzameen par hote hayn. میں نے 70 ملکوں کا سفر کرکے یہ نتیجہ نکالا کہ عزت اسی انسان کے پاس ہوتی ہے جس کے قدم اپنی سرزمین پر…
Jab mayn ne ye jana ke Allah ne Zameen ka hussun sabze or haryali se nikhara hay tab maujhy ye raaz khula ke hamaray parcham ka rang sabz kun hay. جب میں نے یہ جانا کہ اللہ نے زمین کا حسن سبزی اور ہریالی سے نکھارا ہے تب مجھ کو…