Asal khair ye nahi k kese bhuke ko eik rupya de kar madad karde.balke asal khair kese bhuke ko us waqat eik rupya dena hay jab tumhe bhi wese he bhuk lage ho or tumhare pass uss eik rupyee ke ilawa koi rupya na hoo. اصل خیر یہ نہیں بیٹا…
Kush log islam ko gali dena chahte hayn magar in ka bass nahi chalta phir wo mulvi ka gali baq kar apne dil ki bharhass nikalte hayn. کچھ لوگ اسلام کو گالی دینا چاہتے ہیں مگر ان کا بس نہیں چلتا پھر وہ مولوی کو گالی دے کر اپنے دل…
Apne anna ko kese shaks ke samne khatam karne ka naam ishq e mizagi hay apne anna ko sare zamane ke samne khatam karne ka name ishq e haqiqe hay. اپنی انا کو کسی شخص کے سامنے ختم کرنے کا نام عشق مزاجی ہے اپنی انا کو سارے زمانے کے…
Waldeen ka rok tok karna nemaat hay warna aulaad zalil o khuwar hojate hay. ماں باپ کا روک ٹوک کرنا نعمت ہے ورنہ اولاد ذلیل اور رسوا ہو جاتی ہے Said by: Ashfaq Ahmed Follow Mr Tasleem Raza
Baba kahne lage Putter Mehboob kodaikhna muhabat ki sharth nahi koii bina daikhe bhi awais qarni banjata hay or koi pass rehkar bhi abbu jahal he rahta hay. بابا جی کہنے لگے پتھر محبوب کو دیکھنا محبت کی شرط نہیں کیونکہ بنا دیکھے کوئی اویس قرنی رحمۃ اللہ علیہ بن…
Maujhay France ke mahool ki ye baat bauhat achi lagti hay jab wo samander mayn uterne lagte hay to bari choti se dua mangte hayn ” YA ALLAH TERA SAMANDER BAUHAT BARA HAY HAMARE KASHTI BAUHAT CHOTI HAY HAM PAR REHAMM KAENA”. مجھے فرانس کے ماحول کی یہ بات بہت…
Muhabaat ke phande bhi azade hayn jo jo shaks bhi apne ap ko muhabaat ke dore say bandh ke aseer hojata hay wo hamesha hamesha ke lea azad hojata hay. محبت کے پھندے بھی آزادی ہے جو شخص اپنے آپ کو محبت کی ڈوری سے باندھ کر محبت کا اسیر…
Nekee kamane ka sab se bahtreen waqat jawani hay afsoos ke baat hay haam nekee uss waqat karte hay jab burai ke qabil nahi rahtee. نیکی کمانے کا بہترین وقت جوانی ہے افسوس کی بات ہے ہم اس وقت نیکی کرتے ہیں جب برائی کے قابل نہیں رہتے Said…
Muhabaat ka phala kadam uthta he uss waqat hat jab wajood ke ander se inka borya bistar gol hojata hay. محبت کا پہلا قدم اٹھتا ہی اس وقت ہے جب وجود کے اندر سے ان کا بوریا بستر گول ہو جاتا ہے Said by: Ashfaq Ahmed Follow Mr Tasleem…
Ham apne maa baap ke kitne he ladle kun na hoon zindagi akhir kar rulahe dete hay. دین ہم اپنے ماں باپ کے کتنے ہی لاڈلی کیوں نہ ہو زندگی آخرکار رلا ہی دیتی ہے Said by: Ashfaq Ahmed Follow Mr Tasleem Raza